Friday, July 11, 2008

Santa, Banta & Ganta~~~~ Strictly for 18+

Ek gaon mein teen bhai Santa, Banta aur Ghanta apne maa baap ke saath rehte the...
Unki rozi roti ka sirf ek he zaria tha... unki ek bhains. (buffalo).
Us ka he doodh bech ke woo apna guzara karte the...
Ek din unki maa dekhti hai ke unki bhains mari padi hai ek keth (field) mein. Woo bhaut depresssed hoo jati hai ke ab hum log kaise jeeyenge aur tension mein aa ke wahin mar jati hai....Phir unka baap dekhta hai ke bhains aur mere bivi mari padi hai.... woo bhi bhaut depressed hoo jata hai aur wahin mar jata hai...Fhir Santa Singh ye dekhta hai ke bhains, maa aur baap mare pade hai.... woo bhi sochta hai ke ab mein jee ke kya karunga... aur ek pahaad pe chad jata hai koodh ke marne ke liye... tabi ek pari aati hai aur usko poochti hai ke kyon marna chahata hai... woo sari baat use bata deta hai... Pari kehte hai ke agar tum mujhe 5 baar 'fcuk karo' to mein un sab ko wapas jinda kar dunge. Santa Singh 4 baar to kaam kar deta hai... par paacnvi baar nahin kar pata hai....aur phir pahaad se kudh ke mar jata hai..Fhir Banta Singh ye dektha hai... n like Santa woo bhi decide karta hai ke apni jaan de dega... Usko bhi woo pari milti hai aur kehte hai ke agar tum mujhe 7 baar fcuk karo to to mein sab ko wapas jinda kar dungi... Banta singh 6 baar successful hoo jata hai par seventh time nahin kar pata hai.....aur phir woo bhi pahaad se kudh ke mar jata hai....Last mein Ghanta Singh ye dekhta hai.. n like his other two brothers woo bhi decide karta hai ke apni jaan de dega... Usko bhi woo pari milti hai aur kehte hai ke agar tum 10 baar mujhe fcuk karo to mein sab ko jinda kar dungi.... Ghanta Singh kush hoo jata hai aur kehta hai ke agar mein 12 baar karoo to... ???
Pari bhi khush... kehti hai ye to aur bhi aacha hai u can....!!!!!
Ghanta Singh kehta hai agar mein 15 baar karoo toh... ???
Pari aur khush... kehti hai ke haa u can...!!!!
Ghanta Singh kehta hai agar 20 baar toh....????
Pari to ek dam paagal hoo jati hai aur kehti hai ... tume jitni baar karna hai tum kar sakte hoo...
Ye sunne ke baad Ghanta Singh kehta hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tum bhains ke terah mar to nahin jaaogi............!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

0 comments: